Posts

Showing posts from 2019

What is Bitcoin in Hindi ? Bitcoin कैसे काम करता है ।

Image
  What What is Bitcoin In Hindi .. (Bitcoin क्या है ?) दोस्तो  आज के बदलते दौर में सब कुछ digital हो रहा है। पहले सब कुछ हाथो में रहता था मगर जबसे internet  का जमाना आया सब online  हो गया ।  इस क्रम में पैसे भी digital हो गया है। और Bitcoin इसी क्रम में आता है । इस article में हम बात करेंगे कि Bitcoin क्या है (what is Bitcoin?) और इसका प्रयोग कैसे होता है । बीते कुछ सालों से Bitcoinऔर cryptocurrency का ऐसा trend चला है कि आज के समय में हर कोई Bitcoin और cryptocurrency में अपने पैसे निवेश करना चाहता है , इसमें कोई ग़लत भी नहीं है । आप को जान कर यह हैरानी होगी की आज के 10 साल के पहले अगर आप ने Bitcoin में 100 रुपए भी निवेश किए होंगे तो उस 100 रुपए की कीमत आज करोड़ों रुपए के बराबर होती । चौक गए ना  जान कर की 100रुपए की कीमत करोड़ों में हो गई । मुझे पता है कि Bitcoin के बारे में जानने की आपकी  बेताबी बढ़ गई है । तो चलिए जानते है कि bitcoin क्या होता है और यह कैसे काम करता है । What is Bitcoin in Hindi? Bitcoin  एक क्रिप्टोकरंसी है जिसे आप digital currency या virtual currency भी कह सकते हैं

Real life story

The real story     Yeah kahani ek ladke ki hai , ek aise ladke ki Jo apni life mein bahut kuch haansil karna chahta tha. Woh chahta tha ki uski life ek successful insaan ki tarah chale, jindgi mein kuch kar gujarne kaa janoon ek successful banane ka janoon had waqt uske sar per rahta tha lekin sayad uski taqddir ko kuch aur hi manjoor tha . Yeah kahani uski real life ki hai . baat 1995 ki hai  ek bahut hi garib aur middle class family mein ek ladke ka janam hua. Uske janam se puri family mein khushi ka mahol cha gaya. Kiyuki bahut saalo me baad us Ghar mein ladke ka janam hua WO bhi jinda, kiyuki isse pahle jitne bhi bacho ka janam hota WO Sab mar jaate the jisse us family ki umeed hi khatam ho gayi thi, lekin kahte hai naa khuda ko Jo manjoor hota hai wahi hota hai. Akhir kar USS ladke ka janam hua. Abhi Ghar mein khushi ka mahol tha ki kuch dino ke baad hi us ladke per bhi maut mandrane lagi achhanak uski tabiyat kharab ho gayi puri family mein daar sa ban gaya ki is ladke ki

ghar par body kaise banaen

Image
Ghar par Body kaise banaen Aaj Hum Baat Kar Rahe hai, Ki Bina Gym Ke Ghar Per Hi Body Kaise Banaye.  Aaj ke Time Mein Her Koi Fit Raha  Chahta Hai,  Jesase Uski Body Fit Aur Atractive Dikhe. Per Aaj ke busy life  mein kisi ke pass time nhi rahta hai , Lekin jinke pass time rahta hai , unke near mein koi Gym hi nhi rahta hai.  Toh Aaj hum issi Topic per baat karne wale hai ki ghar per ek fit body kaise banana hai .Hum mein se kai log soch rahe honge ki kya sach mein ghar per ek acchi body banayi ja sakhti hai. To iska jawaab hai,  haaa.  Ghar per hi rahe kar hum apni body ko bana sakte hai, Toh aaiye jaante hai kuch aasan se tareeke jisse apna kar aap Fit aur muscular body bana sakhte hai.  Ghar per Body Kaise Banaye:  Running: -  Aaj ke time mein apne aap ko hamesha Fit aur healthy rakhne ka sabse aasan tareeka Running hai.  Isse  aasaani se sabhi umar ke log kar sakhte hai.  Running se puri body ko fit rakha ja sakhta hai ,  isse puri body ki excisse hoti

Redmi Note 8 pro

Image
Redmi just unveiled its brand new  Redmi Note 8 Pro with much fanfare. We have had the device since the start of this week. While I would like to test it a little longer and put it through a few more paces before we publish its in-depth review, I thought why not share my initial impressions about the device with you right away. After fiddling with the device for a couple of days, here’s what I like about the Redmi Note 8 Pro and things that could have been better. The Redmi Note 8 has been launched at a starting price of Rs 9,999 for the 4 GB + 64 GB variant while the Redmi Note 8 Pro 6 GB + 64 GB variant will be launched at a starting price of Rs 14,999. The phone will start selling from 21 October from 12.00 pm onwards on Amazon and Mi's online store. Redmi Note 8 Pro What’s good about the Redmi Note 8 Pro The design looks even more premium Xiaomi took a conscious decision to revamp its dated phone design with the launch of the  Redmi Note 7 Pro (Review) . While

Triphala Churna

Image
                                त्रिफला चूर्ण आमला 300 ग्राम, बहेड़ा 200 ग्राम,  हरड 100 ग्राम, अब तीनों को इनाम दस्ता में कूट कर इसका पाउडर बना ले , फिर शाम को सोते समय दूध  से इसका सेवन करे। इससे एक दम पेट साफ़ हो जाता है,  इसको सुबह शहद के साथ लेने से मोटापा कम हो जाता हैं   त्रिफला वात,  पित , और कफ तीनों को नियंत्रण करता है।                       त्रिफला चूर्ण के गुण त्रिफला चूर्ण कईं गुणों से भरपूर है,  जैसे त्रिफला में विटामिन-सी भी बहुत अधिक मात्रा में होता हैं।  जिससे सकरवी रोग नहीं होता हैं।  विटामिन-सी और चेबुलाजीक एसिड एक एंटीआकसीडेंट प्रभाव  डालती हैं। त्रिफला में भी कई जैविक यौगिक शामिल हैं,  इसमें मुख्य रुप से टैनिन ,  गैलिक एसिड, चेबुलाजीक एसिड और चेबुलिनिक एसिड होता हैं  ।                         सेवन करने का तरीका आप इसका कई तरीके से सेवन कर सकते हैं जैसे आप त्रिफला चूर्ण को रात में एक कांच के गिलास में  एक चम्मच त्रिफला चूर्ण डाल दें ताजे पानी में , और फिर इसे सुबह निन्य वासी मतलब सुबह खाली पेट पी ले। दुसरा तरीका सुबह हाथ मुंह धोने व कुल्ला आदि

You can win

Image
Friends hum sabki life mein ek pal aisa bhi aya hoga ya aata hai,  jisme hum ander se puri tarah tudt jaatey hai,  hum haar maan jaate hai, aisa hum sab ki life mein jarur hota hai, humare aas pass ke log sochte hai humse kuch nhi ho sakhta hai, hume her waqt nicha dikhane ki koshish  karte hai, Aur hum bhi yeahi maan leyte hai ki ab humse kuch nhi ho sakhta hai. Maidaan mein haara insan phir se jeet sakhta hai , lekin maan se haara huwa insaan kabhi nhi jeet sakhta hai.. Thik isi tarah jab hum maan se haar  jayege to hum kabhi bhi jeet nhi sakte hai. Logo ke kahne  per hum khud ko  haara huwa maan letye hai  aur koshish karna chodh detey hai. Aise karne se hum khud ko un logo ki nazaron aur gira detey hai . Hum wohi kar dete hai jaisa log sochte hai. VLog kya kahenge hume iski parvaah kiye bbina hi apne sapne ki taraf chalna chahiye,  kiyuki log ka to kaam hi hai kahna , agar accha karoge to bhi kahenge bura  nhi karogey  to bhi kahenge. Ek baat batao yaar jab  yeh jin

Mr. Saahir funny videos

Image
This videos is so funny and interesting videos. This is  first videos ,   he is very interesting person and happy with his life . He is never give up any situation and condition. He is the best person in my life. He very great man. 

Essay of pollution

Image
                       प्रदुषण पर निबंध  वर्तमान में प्रदुषण के कारण मानव जीवन और वन प्राणियों के जीवन पर बहुत अधिक बुरा प्रभाव पड़ा है, प्रदुषण के कारण असमय मृत्यु होना तो जैसे आम बात ही हो गई है। इस लिए प्रदुषण को रोकना बहुत आवश्यक है सभी विधार्थीयो को प्रदुषण के बारे में जानकारी होना आवश्यक है। प्रदुषण यह एक धीमा जहर है, जो कि हर दिन हमारे पर्यावरण और हमारे जीवन को नष्ट करता जा रहा है, प्रदुषण को मुख्यतः तीन भागों में बांटा गया है, वायु प्रदूषण , ध्वनि प्रदूषण,जल प्रदुषण। वायु प्रदूषण:- वायु प्रदूषण का मुख्य कारण वाहनों, फैक्टरीयो और कारखाने से निकलने वाले धुओ से है, जो हमारे वायुमंडल को दुषित कर रहा है, इससे वायुमंडल में असंतुलन फैल गया है जो मानव और वन प्राणियों के लिए खतरा बनता जा रहा है, जल प्रदुषण: - जल प्रदुषण नदियों और तालाबों में फैक्ट्रीयों के अपशिष्ट पदार्थ कचरा व अन्य वस्तुऐं डालने से होता है। सभी जीवधारीयों के लिए जल बहुत महत्वपूर्ण और आवश्यक हैं , अगर जल में इस प्रकार के हानिकारक पदार्थ मिल जाएगी तो हमारे पृथ्वी के लिए बहुत खतरनाक ह

6 Self Defense For Women

Image
Self defense for women At a time when women are increasingly under the risk of being groped , harassed, molested and  raped openly with the crowd gathering only to watch the horrendous act it's imperative that women practice a martial arts and defend themselves.  In a society where crime against women has increased unexpectedly in the past few years. Self -defense is all about preparing one self physically and mentally to face any adverse situation. But most of the time people are confused about the kind of self- defense techniques they should learn. If this is what you are worried about , then we are here to help. Here is a list of 6 best forms of Martial art that are considered excellent for women. Judo Place of origin: Japan Judo is a system of Martial arts. The prominent features of judo are throws and takedown rather than strong punches or fast kicks. In judo all the focus is on learning simple moves can help you spin and slam your opponent on the ground, on

Hum Apne sarir ko swasat kaise rakhe

Image
Hello dosto,                       Aaj main apko health ke barey mein bataane jaa raha hu, ki kaise hum apne body ko healthy aur fit rakh sakhte hai. Aaj ke time mein fit rahna kon nhi chahta hai, Aaj her  safal aadami khud ko jivan ke her filed mein better bannaney mein laga hai, jaha uska Jivan sukhi aur khushaali se bharpur ho, Log apni life ko better bananey ke liye naye tarekey aur ideas ko apnatey hai , Kai log apne life mein successful ho kar bhi khus nhi rahte hai, unke pass daulat hai , family hai, izzat hai aur aaram ki her ek cheez hai ,Lekin unke pass Jo cheez nhi hoti hai, o hai ek acchi health, jab WO khud ko fit nhi rakh paatey hai to aisi success ka kya fayeda. To dosto success ussi ko kahate hai Jise aap puri tarah se enjoy kar sakhe, Aaj her koi yeahi chahta hai ki WO puri tarah se fit aur healthy life jiye, Hum aaj apke saath acchi health ke kuch tips share kar rahe hai , jinhey aap apni daily routine mein join kar ke khud ko fit aur healthy

Popular posts from this blog

Triphala Churna

Earthquake in Nepal, tremors in Delhi: What it means to be in seismic zone 4

झोपड़ी की छत पर स्ट्रीट लाइट में पढ़ाई करते बच्चे की फोटो हो रही है viral....